Sunday, October 10, 2010

Ladke Ladkiyo Se Jyada Dayalu...

Ladke Ladkiyo Se Jyada Dayalu Hote Hai
Kaise?
Ladki Kabhi Anjan Ladke Ki Help Nhi Karti
Aur Ladka Har Ajnan Ladki Ko Help K Liye Ready Hai.

Kisi Ne Sach Kaha Hai...

Kisi Ne Sach Kaha Hai...

Ki Jise Tum Sabse Jyada Chaho Usko Kabhi Mat Aazmana,

Kyonki Agar Wo Gunehgaar Nikla, Tab Bhi
Dil Tumhara Hi TutegA.