Monday, May 17, 2010

Santa Banta Jokes

===================================
Santa: Tu bata ke meri tokri me kya hai to sab ande(egg) tere
ya bata k kitne hai to 8 k 8 tere
ya agar ye bata de k kis ke he to murgi bhi teri.
Banta: Hint de!
===================================
Santa: Kal raat 3 ghante English picture ki CD dekhi
na kutch dikhaai diya na awaz ayi
Banta: Movie
ka nam kya tha?
Santa: Please insert the disc
===================================
Santa baraf ka tukda hath me lekar gour se dekha raha tha..
Banta: Kya kar rahe ho?
Snata: Dekh raha hu ki pani leak kaha se ho raha hai…
===================================
Santa 1st time plane me baitha.
Plane runway pe chal raha tha.
Tabhi Santa ne pilot ko SLAP mara aur bola:
Sale, mai Late ho raha hun aur tu By road ja raha hai?
===================================
Santa goes to buy a underwear. On choosing one he asks: How much for this?
Shopkeeper: Rs 500
Santa: Arey bhai daily wear dikhaao, Party wear nahin chahiye
===================================

No comments: